Saraswati Chalisa
Saraswati Chalisa
Jayati jayati jai B
harati, Sarasvati jag devi,
Jayati amit varadayini, sur nar muni jan sevi,
Jai satvadini shambhavi, vina vadini amb,
Padmpriye Parmeshvari, ik tumharahin avalamb
Jai, Jai Sarasvati-jagdamba
karahu matujani aj vilamba.
Bash mam kanth dehu sad bani
nij sut-jani ek agyani.
Karahu kaj puran dai bhakti
bharahu buddhi bai vidya shakti.
Lahaun vijai jag mahan yash paun
tav nit matu charan shir naun.
Sapt suran rasnamrit bani
yah tav charnamrit maharani.
Sharad chandra sam tav tan sohat
shvet hansvahan man mohat.
Nayan kamal shobhit shashi bhala
vina hast malati mala.
Shesh Mahesh suyash nit gavain
chhavi lakhi kotihun kam iajavain.
Jai Ho! rachna sajan vali
rasna bich virajan vali.
Jayati Kaushiki gaur-dulari
jayati jayati chaturanan-pyari.
Shri Sarasvatyai namah japat jan
svapnahun rog na vyadhi rahat tan.
Yadi taji kumati kusangati koi
vidyarthi padhahin yahin joi.
Saphal pariksha mahan hvai jav
vidya buddhi badhai sukh pavai.
Kahun gahi kumati, na bane ganvara
khandai virya na ekahu bara.
Ashtprakar prasangan men se
jo na karai prasang bhulahun se.
Ho nirogya balak tauu soi
takahun svapn dosh nahin hai.
Brahmacharya kari bis barisa
budhi bal mahin banai avanisa.
Nibhai ju niyam pachis pramana
so hovai Hanuman samana.
Brahmacharya as balak sajain
Sarasvati tehin jivha rajain.
Banain ashu kavi ati sukh pavain
sut bhi Mahavir upjavain.
Ved puran subhashit vani
avasi labh kari dekhahin prani.
Jo nasi viraj balapan men
bhari vichar-vyabhicharahin man men.
Sarasvatihin kahan dharahin na dhyana
nit ashlilahi gavahin gana.
Vah balak atishai dukh pavain
rog grasit havi janam gavavain.
Svapnadosh tehin mritak banavai
virya-kosh tan tikan pavai.
Yadi puni man ko vash karl prani
dhyavain Sarasvatihin hath thani.
Chalahin cheti atishai sukh pavahin
jo na likhit upadesh blulavahin.
Karai supujan devihin deva
aru guru matu pita ki seva.
Tahi na vyadhi satavahi kaya
japar Sarasvati ki daya.
Yadi yah shiksha man pitu devain
banai putra layak sukh devain.
Jo nar padhahin Sarasvati chalisa
gunahin aru navahin shisha.
Vishvamahin bat vidya mahin
tason jiti sake kou nahin.
Banai-mahip kavishvar soi
vachan siddhi nidhi-nav graha hoi
Lekhak shakti shastra padhi dekhyo
tab yah vidyarthin hit lekhyo.
Gahat niyam sukh lahat sharira
karat Shiv-raksha bani bira
'Sundardas'navavat shisha
man chalis diyo chalisa.
Dhani dhani saras, Sarasvati amba
nij jan hetu na karat vilamba.
Vani vina-vadini mata
vidya varidhi buddhi vidhata.
Tumahin Ganesh sumiri jo dhyavat
aru Hanumantahi shish navavat.
Kathin se kathin karya kari darat
satya satya as veda pukarat.
Doha
Nij sevak ko man tumhin, dinhyo pingal gyan.
chalis vidhi chalisahin likh, linhyau suyash mahan.
Sarasvati yah chalisa, virachit Sundardas,
Nitya padhat vidya badhat, puran hot shubh as.
Guru pitu matu padhai sut, jo yahi shiksha dehin,
Balabudhi vidya sumati ki, man se bhiksha lehin.
No comments:
Post a Comment